Sunday, May 31, 2009

Aapki mohabat ko Ahsan samajhtay hain,

Aapki mohabat ko Ahsan samajhtay hain,
Nibhana apna Eimaan samajhtay hain,
huam wo nahi jo dosti main jaan de de
Kyun kay hum dosto ko apni jaan samajhtay hain...

Mujhay pasand hy wo dil jis main dard ho

Mujhay pasand hy wo dil jis main dard ho
wo ankhain jin main Haya ho
wo Libaas jiss main waqar ho
Wo insan jo wada poora kara ho
aur wo dost jo mujhay yad karta ho